SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaasil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaasil"
Sher
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hayaat-o-maut kaa paiGaam detaa har-nafas 'vaasil'
kabhii ruu-posh vo hote kabhii jalva-garii hotii
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sher
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
PAGE MATCHES FOR "vaasil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vaasil"
Ghazal
janaaza dekh ke 'vaasil' kaa ho ga.e betaab
kafan unho.n ne bil-aaKHir haTaa ke dekh liyaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
un ke jalvo.n me.n jo kho jaa.uu.n to Dhuu.nDo na mujhe
kaun miltaa hai kise vaasil-e-jaanaa.n ho kar
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sher
rah-e-vafaa me.n unhii.n kii KHushii kii baat karo
vo zindagii hai.n to phir zindagii kii baat karo
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
ishq pahle hii qadam par hai yaqii.n se vaasil
intihaa aql kii ye hai ki gumaa.n tak pahu.nche
Mohammad Deen Taseer
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
vaasil-e-mazil-e-maqsuud na hote kyuu.nkar
faras-e-ishq pe asvaar guruu-naanak the
Shyam Sunder Lal Barq
Sher
tire KHayaal me.n mai.n huu.n mire KHayaal me.n tuu
mire baGair tirii daastaa.n rahe na rahe
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sher
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
paa-e-mahbuub pe sar rakh ke hu.e ham 'vaasil'
zindagii paa.ii na.ii maut kaa dha.Dkaa bhii gayaa