SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaste"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaaste"
Ghazal
us ke badan ko dii numuud ham ne suKHan me.n aur phir
us ke badan ke vaaste ek qabaa bhii sii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kisii ke vaaste raahe.n kahaa.n badaltii hai.n
tum apne aap ko KHud hii badal sako to chalo
Nida Fazli
PAGE MATCHES FOR "vaaste"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
vaasta
वास्ताواسطہ
Agent, Account, Middleman, Means
संबंध, कारण
माध्यम, दरमियानी, संपर्क, सम्बन्ध, तअल्लुक़।।
MORE MATCHES FOR "vaaste"
Sher
na apne zabt ko rusvaa karo sataa ke mujhe
KHudaa ke vaaste dekho na muskuraa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
had chaahiye sazaa me.n uquubat ke vaaste
aaKHir gunaahgaar huu.n kaafar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Sher
Akhtar Shumar
Ghazal
us ne kahaa mai.n jii nahii.n paa.uu.ngii tere bin
is vaaste vo rishta nibhaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
jo mere vaaste kursii lagaayaa kartaa thaa
vo merii kursii se kursii lagaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
vo jis ke vaaste pardes jaa rahaa huu.n mai.n
bichha.Dte vaqt usii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ye zar kii ja.ng hai na zamiino.n kii ja.ng hai
ye ja.ng hai baqaa ke usuulo.n ke vaaste