SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaste"
Nazm MATCHES FOR "vaaste"
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ye zar kii ja.ng hai na zamiino.n kii ja.ng hai
ye ja.ng hai baqaa ke usuulo.n ke vaaste
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
baaGbaan-e-chaara-farmaa se ye kahtii hai bahaar
zaKHm-e-gul ke vaaste tadbiir-e-marham kab talak
Allama Iqbal
Nazm
nazm
tumhaare vaaste jo mere dil me.n hai 'haafii'
tumhe.n mai.n kaash ye sab kuchh kabhii bataa paatii
Tahzeeb Hafi
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
aa.o ki ko.ii KHvaab bune.n kal ke vaaste
varna ye raat aaj ke sa.ngiin daur kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tuKHm-e-gul kii aa.nkh zer-e-KHaak bhii be-KHvaab hai
kis qadar nashv-o-numaa ke vaaste betaab hai
Allama Iqbal
Nazm
mashwara
ab us ke vaaste KHud ko na yuu.n tabaah karo
ab imtihaa.n kii tamannaa se faa.eda kyaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
eid ka din
yahii din ahl-e-dil ke vaaste ummiid kaa din hai
tumhaarii diid kaa din hai hamaarii eid kaa din hai
Majeed Lahori
Nazm
mere school
mere school mirii yaado.n ke paikar sun le
mai.n tire vaaste rotaa huu.n baraabar sun le
Munawwar Rana
Nazm
roTiyan
is vaaste ki KHaas ye roTii ke hai.n maqaam
pahle inhii.n makaano.n me.n aatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
likkhii hai kyaa hayaat-e-abad in ke vaaste
phailaa rahe hai.n jaal ye kis din ke vaaste
Chakbast Braj Narayan
Nazm
himala
abr ke haatho.n me.n rahvaar-e-havaa ke vaaste
taaziyaana de diyaa barq-e-sar-e-kohsaar ne
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
ham ek duusre ke vaaste bane hii na the
siyaah ho ga.ii duniyaa mirii nigaaho.n me.n