SEARCH RESULTS
Showing search results for "vallaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vallaah"
Ghazal
ranj kyaa vasl-e-aduu kaa jo ta'alluq hii nahii.n
mujh ko vallaah ha.nsaataa hai rulaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Sher
vahaa.n se hai mirii himmat kii ibtidaa vallaah
jo intihaa hai tire sabr aazmaane kii
Josh Malihabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vallaah"
Ghazal
vallaah be-nashsha na rahii merii ko.ii shaam
ukh.Daa hu.aa nasha hai mujhe maar diijiye
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
tohfa bhii us ke vaaste kangan liyaa 'zariim'
vallah mai.n us ke haath se aage nahii.n gayaa
Abdullah Zreem
Ghazal
kyuu.n zulf kaa bosa mujhe lene nahii.n dete
kahte hai.n ki vallaah pareshaa.n na kare.nge
Akbar Allahabadi
Sher
aate hii jo tum mere gale lag ga.e vallaah
us vaqt to is garmii ne sab maat kii garmii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
allaah us kaa lahja-e-shiirii.n ki kyaa kahuu.n
vallaah us pe urdu zabaa.n kii miThaas aur
Charagh Sharma
Ghazal
is hasti-e-mauhuum se mai.n ta.ng huu.n 'inshaa'
vallaah ki is se ba-maraatib adam achchhaa
Insha Allah Khan Insha
Sher
'shu.uur' KHud ko zahiin aadmii samajhte hai.n
ye saadgii hai to vallaah intihaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
vallaah tujh se tark-e-ta.alluq ke baa'd bhii
aksar guzar ga.e hai.n tirii rah-guzar se ham



