SEARCH RESULTS
Showing search results for "vallaah"
Ghazal MATCHES FOR "vallaah"
Ghazal
ranj kyaa vasl-e-aduu kaa jo ta'alluq hii nahii.n
mujh ko vallaah ha.nsaataa hai rulaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
vallaah be-nashsha na rahii merii ko.ii shaam
ukh.Daa hu.aa nasha hai mujhe maar diijiye
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
tohfa bhii us ke vaaste kangan liyaa 'zariim'
vallah mai.n us ke haath se aage nahii.n gayaa
Abdullah Zreem
Ghazal
kyuu.n zulf kaa bosa mujhe lene nahii.n dete
kahte hai.n ki vallaah pareshaa.n na kare.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
allaah us kaa lahja-e-shiirii.n ki kyaa kahuu.n
vallaah us pe urdu zabaa.n kii miThaas aur
Charagh Sharma
Ghazal
is hasti-e-mauhuum se mai.n ta.ng huu.n 'inshaa'
vallaah ki is se ba-maraatib adam achchhaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vallaah tujh se tark-e-ta.alluq ke baa'd bhii
aksar guzar ga.e hai.n tirii rah-guzar se ham
Shakeel Badayuni
Ghazal
har aah-e-sard ishq hai har vaah ishq hai
hotii hai jo bhii jur.at-e-nigaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
mantiq bhii to ik chiiz hai ai qibla o kaaba
de saktii hai kaam aap kii vallaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
'shu.uur' KHud ko zahiin aadmii samajhte hai.n
ye saadgii hai to vallaah intihaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
'dard' kii qadr mire yaar samajhnaa vallaah
aisaa aazaad tire daam me.n yuu.n aataa hai
Khwaja Meer Dard
Ghazal
kal na duu.ngaa tujhe takliif kuchh aisii vallaah
khol de band-e-qabaa sharm na kar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
haath apne ke sivaa aur to kyaa ho haihaat
vaalih o dar-ba-dar o KHaak-basar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kaun maanegaa ki hai.n ain-e-mashiyyat vallaah
zindagaanii ke ye big.De hu.e aadaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jis ne tirii bebaak adaa ko nahii.n dekhaa
vallaah ki aa.nkho.n se fazaa ko nahii.n dekhaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
dil se jo chaahiye so baa.ndhiye baat
mai.n ne vallaah kuchh kahaa hii nahii.n