SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-guuna"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yak-guuna"
Ghazal
subuu se lazzat-e-yak-guunaa lete hai.n lekin
KHumaar-e-KHaas lab-e-dostaa.n se khii.nchte hai.n
Zafar Ajmi
Ghazal
musiibat me.n bhii hai yak-guuna raahat
bahut us kaa karam hai aur mai.n huu.n
Qazi Mustaqiimuddiin Sahar
MORE MATCHES FOR "yak-guuna"
Ghazal
hai tark-e-ta.alluq bhii to yak-guuna ta.alluq
kyuu.n us kii zamaana se shikaayaat karo ho
Iqbal Haidri
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
yak-guuna be-KHudii ko hii ab Dhuu.nDhtaa hai dil
Gam aur KHushii kaa bojh baraabar hai kyaa karuu.n
Salman Akhtar
Ghazal
kahaa.n vo daur ki yak-guuna be-KHudii maa.nge.n
suruur-e-KHud-nigarii kaa zamaana aayaa hai
Hurmatul Ikaram
Ghazal
dard dil ko tirii yak-guuna muraa.aat se hai
nukta-chii.n is ko bhii andaaz-e-jafaa kahte hai.n
Zeb Usmania
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Manohar Lal Hadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo Gam hai ki yak-guuna asiirii kaa hai aalam
ye sarzanish-e-ranj-o-mehan kam to nahii.n hai