SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-guuna"
Ghazal MATCHES FOR "yak-guuna"
Ghazal
subuu se lazzat-e-yak-guunaa lete hai.n lekin
KHumaar-e-KHaas lab-e-dostaa.n se khii.nchte hai.n
Zafar Ajmi
Ghazal
musiibat me.n bhii hai yak-guuna raahat
bahut us kaa karam hai aur mai.n huu.n
Qazi Mustaqiimuddiin Sahar
Ghazal
jin ko hai tirii zaat se yak-guuna ta.alluq
vo tere taGaaful kii bhii parvaa nahii.n karte
Saghar Nizami
Ghazal
hai tark-e-ta.alluq bhii to yak-guuna ta.alluq
kyuu.n us kii zamaana se shikaayaat karo ho
Iqbal Haidri
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
yak-guuna be-KHudii ko hii ab Dhuu.nDhtaa hai dil
Gam aur KHushii kaa bojh baraabar hai kyaa karuu.n
Salman Akhtar
Ghazal
kahaa.n vo daur ki yak-guuna be-KHudii maa.nge.n
suruur-e-KHud-nigarii kaa zamaana aayaa hai
Hurmatul Ikaram
Ghazal
dard dil ko tirii yak-guuna muraa.aat se hai
nukta-chii.n is ko bhii andaaz-e-jafaa kahte hai.n
Zeb Usmania
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Manohar Lal Hadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo Gam hai ki yak-guuna asiirii kaa hai aalam
ye sarzanish-e-ranj-o-mehan kam to nahii.n hai
Syed Shafaq Shah Chishti
Ghazal
tum ne dekhaa hii nahii.n hai vo nizaam-e-maKHsuus
kuu-e-jaanaa.n me.n hamaaraa hai qayaam-e-maKHsuus
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
gharo.n pe KHuun chhi.Daktii havaa me.n guzrii hai.n
ibaadato.n ko ginuu.n yaa gunah shumaar karuu.n
Shafqat Sethi
Ghazal
Noman Badr
Ghazal
taa.at ho yaa gunaah pas-e-parda KHuub hai
dono.n kaa jab maza hai ki tanhaa kare ko.ii