SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaabte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaabte"
Ghazal
junuun shauq yaqii.n zaabte se aa.ii hai
u.Daan mujh me.n mire hausle se aa.ii hai
Jahangeer Nayab
Ghazal
zaabte aur hii misdaaq pe rakkhe hu.e hai.n
aaj-kal sidq-o-safaa taaq pe rakkhe hu.e hai.n
Gulzar Bukhari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaabte"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye baat baat pe qaanuun o zaabte kii giraft
ye zillate.n ye Gulaamii ye daur-e-majbuurii
Sahir Ludhianvi
Nazm
zabta
ye zaabta hai ki baatil ko mat kahuu.n baatil
ye zaabta hai ki girdaab ko kahuu.n saahil
Habib Jalib
Ghazal
sabhii zaabte mire iKHtiyaar ke le gayaa
vo gayaa to log mirii qataar ke le gayaa
Miqdad Ahsan
Sher
Saba Afghani
Ghazal
na sakat hai zabt-e-Gam kii na majaal-e-ashk-baarii
ye ajiib kaifiyat hai na sukuu.n na be-qaraarii
Amir Usmani
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Gam se naazuk zabt-e-Gam kii baat hai
ye bhii dariyaa hai magar Thahraa hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
KHabar hai tujh ko ai zabt-e-mohabbat
tire haatho.n me.n luTtaa jaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
mai.n kyaa karuu.n ki zabt-e-tamannaa ke baavajuud
be-iKHtiyaar lab pe tiraa naam aa gayaa
Jagan Nath Azad
Nazm
ek manzum KHat
note me.n fitrii jazbe nahii.n aa.e.nge
jo kisii zaabte yaa 'aqiide yaa maz.hab ke
Shoaib Kiani
Ghazal
ba.Dii tanziim aur tadriij se ghaayal hu.aa huu.n
sitamgar ne sitam ke zaabte rakkhe hu.e hai.n
Ahmad Saqi
Ghazal
aur bhii ho ga.e begaana vo Gaflat kar ke
aazmaayaa jo unhe.n zabt-e-mohabbat kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
hai miraa zabt-e-junuu.n josh-e-junuu.n se ba.Dh kar
na.ng hai mere liye chaak-garebaa.n honaa

