SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaabte"
Ghazal MATCHES FOR "zaabte"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHabar hai tujh ko ai zabt-e-mohabbat
tire haatho.n me.n luTtaa jaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai miraa zabt-e-junuu.n josh-e-junuu.n se ba.Dh kar
na.ng hai mere liye chaak-garebaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
junuun shauq yaqii.n zaabte se aa.ii hai
u.Daan mujh me.n mire hausle se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
na sakat hai zabt-e-Gam kii na majaal-e-ashk-baarii
ye ajiib kaifiyat hai na sukuu.n na be-qaraarii
Amir Usmani
Ghazal
ai dil-e-naa-aaqibat-andesh zabt-e-shauq kar
kaun laa saktaa hai taab-e-jalva-e-diidaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
vo zabt-e-suKHan me.n labo.n kii KHamoshii
nazar kaa vo lutf-e-kalaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Gam to ghanghor ghaTaa.o.n kii tarah uThte hai.n
zabt kaa dasht hai barsaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
barq-e-ba-jaan-e-hausla aatish-fagan 'asad'
ai dil-fasurda taaqat-e-zabt-e-fuGaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
huuk uThtii hai agar zabt-e-fuGaa.n kartaa huu.n
saa.ns ruktii hai to barchhii kii anii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
ai 'daaG' dil hii dil me.n ghule zabt-e-ishq se
afsos shauq-e-naal-o-fariyaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
thii.n laakh garche mahshar o marqad kii uljhane.n
gutthii ko zabt-e-shauq kii suljhaa ke pii gayaa