SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaabte"
Nazm MATCHES FOR "zaabte"
Nazm
KHizr-e-rah
to.D detaa hai ko.ii muusaa tilism-e-saamarii
sarvarii zebaa faqat us zaat-e-be-hamtaa ko hai
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye baat baat pe qaanuun o zaabte kii giraft
ye zillate.n ye Gulaamii ye daur-e-majbuurii
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah ye zabt-e-fuGaa.n Gaflat kii KHaamoshii nahii.n
aagahii hai ye dilaasaa.ii faraamoshii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
yaad
dil phu.nk rahaa thaa aatish-e-zabt-e-firaaq se
diipak ko mai-gusaar banaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
chechak kaa Tiika biimaarii ko roke rakhtaa hai
zabt-e-tauliid isqaat vaGaira
Akhtarul Iman
Nazm
buzdil
hujuum-e-sa.ng-e-anaa aur zabt-e-paiham ne
misaal-e-reg-e-ravaa.n be-qaraar rakkhaa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
aaine se
apnii aa.nkho.n se bhii KHud aa.nkh churaate ho.nge
zabt-e-naa-kaam kaa ghabraayaa hu.aa naaz hai tuu
Aziz Qaisi
Nazm
chor darwaza khula rahta hai
mere KHvaab zaKHmii hu.e
to duniyaa ke saare zaabte jhuuTe lage
Zahid Imroz
Nazm
ramzan aaya
ye zabt-e-nafs kaa hai aur sabr kaa mahiina
ham ko sikhaa rahaa hai jiine kaa ik qariina
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
sahaara DhunDta hun
zaraa ai chashm rok apne ye aa.nsuu
mai.n zabt-e-Gam kaa yaaraa Dhuu.nDtaa huu.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
hum ki ek bhes liye phirte hain
ham ki kis zo.am kii taufiiq me.n hai.n
ham ki ik zabt-e-musalsal hai.n
Abrar Ahmad
Nazm
shikast
ye aadmii na kahii.n zabt-e-zindagii sah kar
mujhii se chhiin le mere ka.nval jalaa.e hu.e
Akhtar Payami
Nazm
mohabbat
mohabbat hai 'ilaaj-e-zabt-e-insaa.n
mohabbat imtihaan-e-zabt-e-insaa.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
judai-e-watan
Gair mumkin hai mirii aa.nkh se aa.nsuu na bahe.n
zabt-e-dil ab to har ik had se guzar aayaa hai
Raghib Dehlvi
Nazm
yaad
kabhii zaahir hai dil kii dha.Dkan se
kabhii zabt-e-fuGaa.n me.n hai pinhaa.n