SEARCH RESULTS
Showing search results for "zadan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zadan"
Ghazal
KHush-haal bhii ho saktaa huu.n mai.n chashm-e-zadan me.n
mere liye us jism kaa sonaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
dil ne ik chashm-e-zadan me.n hii kiyaa hai vo kaam
jis pe duniyaa-e-KHirad da.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Kulliyat
kushta huu.n mai.n to shiirii.n-zabaanii-e-yaar kaa
ai kaash vo zabaan ho mere dahan ke biich
Meer Taqi Meer
Rubai
har zarre pe fazl-e-kibriyaa hotaa hai
ik chashm-e-zadan me.n kyaa se kyaa hotaa hai
Amjad hyderabadi
PAGE MATCHES FOR "zadan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zadan"
Non prevalent Sher
az dil-e-har-dard-mandii josh-e-betaabii zadan
ai hama be-mudda.aaii yak du.aa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
zabaan marhala-e-mad.h pesh hai kuchh bol
majaa-e-harf-zadan hii nahii.n hai kyaa boluu.n
Aasi Karnali
Ghazal
Shad Azimabadi
Nazm
jafa-e-dil-shikan
vo balaa aa.ii ga.ii hai dil pe ban
ab nahii.n hai haa.e jaa-e-dam-zadan
Gulam Dastgeer Mubeen
Ghazal
u.D chalaa aur bhii vo rashk-e-parii-zaadaa.n se
ban ga.e husn ke parvaaz ko shahpar gesuu
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
nahii.n hai dahr me.n yaar ai dam-zadan 'saaqib'
bas ek saa.ns me.n tai maajraa-e-hastii hai
Saqib Lakhnavi
Kulliyat
kyaa ajab pal me.n agar tark ho us se jaa.n kaa
ho jo zaKHmii kabhuu barham-zadan-e-mizhgaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bas ek chashm-e-zadan me.n guzar ga.ii duniyaa
ba.De jatan the isii umr-e-yak-nafas ke liye
Mahmood Ayaz
Ghazal
muKHbirii merii hu.ii chashm-e-zadan me.n kaisii
qasr-e-dil hii me.n saaraa thaa ki mismaar hu.aa









