SEARCH RESULTS
Showing search results for "zadan"
Ghazal MATCHES FOR "zadan"
Ghazal
KHush-haal bhii ho saktaa huu.n mai.n chashm-e-zadan me.n
mere liye us jism kaa sonaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
zabaan marhala-e-mad.h pesh hai kuchh bol
majaa-e-harf-zadan hii nahii.n hai kyaa boluu.n
Aasi Karnali
Ghazal
dil ne ik chashm-e-zadan me.n hii kiyaa hai vo kaam
jis pe duniyaa-e-KHirad da.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
u.D chalaa aur bhii vo rashk-e-parii-zaadaa.n se
ban ga.e husn ke parvaaz ko shahpar gesuu
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
nahii.n hai dahr me.n yaar ai dam-zadan 'saaqib'
bas ek saa.ns me.n tai maajraa-e-hastii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
muKHbirii merii hu.ii chashm-e-zadan me.n kaisii
qasr-e-dil hii me.n saaraa thaa ki mismaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
bas ek chashm-e-zadan me.n guzar ga.ii duniyaa
ba.De jatan the isii umr-e-yak-nafas ke liye
Mahmood Ayaz
Ghazal
KHatm hai shab chehra-e-mashriq se uThtii hai naqaab
dam-zadan me.n raushnii hii raushnii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
diidaar un kaa chashm-e-zadan me.n hu.aa to hai
taqdiir se vo aa.ii hai saa.at kabhii kabhii
Rasheed Khan Rahi
Ghazal
KHaana-zaadaan-e-KHirad kuchh to kare.n raahbarii
ye junuu.n jaane kidhar le ke gayaa hai mujh ko
Mubarak Shamim
Ghazal
tamaam umr ke aa.nsuu use bujhaa na sake
jo dil se taa-ba-jigar dam-zadan me.n aag lagii
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
niklii zabaan-e-sham.a se kyaa baat raat ko
sunte hii jis ko bazm me.n parvaana jal gayaa
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
ai kaif un kii mast nigaaho.n me.n chhup ke aa
ai dard-e-dam zadan me.n ho mere jigar se duur