SEARCH RESULTS
Showing search results for "'bekal'"
Ghazal MATCHES FOR "'bekal'"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
hamaare lams ne sab taar kas diye us ke
vo jhanjhanaane ko bekal rabaab ya.anii tuu
Mehshar Afridi
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
dimaaG arsh pe hai KHud zamii.n pe chalte hai.n
safar gumaan kaa hai aur yaqii.n pe chalte hai.n
Bekal Utsahi
Ghazal
tirii bahisht hai dasht-e-jumuud-o-bahr-e-sukuut
mirii sarisht hai aashob-e-zaat se bekal
Ahmad Faraz
Ghazal
udhar vo haatho.n ke patthar badalte rahte hai.n
idhar bhii ahl-e-junuu.n sar badalte rahte hai.n
Bekal Utsahi
Ghazal
yuu.n to kahne ko tirii raah kaa patthar niklaa
tuu ne Thokar jo lagaa dii to miraa sar niklaa
Bekal Utsahi
Ghazal
merii gustaaKHii na yaad aa.e ilaahii hargiz
un ko bekal na kare fikr-e-kamar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
vo kuchh bhii kahe.n lekin tanhaa.ii ke aalam me.n
kuchh giit tire 'bekal' dohraa.e ga.e ho.nge
Bekal Utsahi
Ghazal
hai jis kaa taKHt sajda-gah-e-KHaas-o-aam-e-shahr
mai.n us se milne ke liye be-kal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
sad-haif ki dekhaa hai tujhe dhuup se be-kal
afsos ki ham saaya-e-diivaar nahii.n the
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
na KHud ko bechaa na ko.ii KHushaamade.n kii hai.n
to kaise tum pe ye 'bekal' savaal hone lagaa
Bekal Utsahi
Ghazal
duur gagan par ha.nsne vaale nirmal komal chaa.nd
be-kal man kahtaa hai aa.o haath lagaa.e.n tumhe.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
maahi-e-be-aab hai.n aa.nkho.n kii be-kal putliyaa.n
in nigaaho.n se ko.ii manzar nihaa.n hone ko hai
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
ye vaqt hai KHalvat kaa ai jaan na kar kal kal
kaafir tirii kal kal se ab jii miraa bekal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
luuT le meraa sukuu.n aur mujhe be-kal kar de
yuu.n simaT aa mirii baa.nho.n me.n unhe.n shal kar de