SEARCH RESULTS
Showing search results for "'ishva"
Ghazal MATCHES FOR "'ishva"
Ghazal
KHud apne ishva-o-andaaz kaa shahiid huu.n mai.n
KHud apnii zaat se bartii hai be-ruKHii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
ai tarah-daar-e-ishva-taraaz-e-dayaar-e-naaz
ruKHsat hu.aa huu.n tere liye dil-galii se mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
kisii kaa Gamza sharaabo.n se chuur qaus-e-quzah
adaa Guruur javaanii suruur ishva-garii
Shahzad Qais
Ghazal
ajiib haal ke majnuu.n the jo ba-ishva-o-naaz
ba-suu-e-baad ye mahmil me.n baiTh kar aa.e
Jaun Eliya
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
yahii qalam hai ki e’jaaz-e-harf se jis ke
tamaam ‘ishva-taraazaan-e-shahr hai.n paagal
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle kahaa.n ye naaz the ye ishva o adaa
dil ko du.aa.e.n do tumhe.n qaatil banaa diyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
nazar bachaa ke tire ishva-haa-e-pinhaa.n ne
dilo.n me.n dard-e-mohabbat uThaa.e hai.n kyaa kyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ishva-o-Gamza-o-andaaz-o-adaa par naazaa.n
apne pindaar-e-javaanii kii parastaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishva hai naaz hai Gamza hai adaa hai kyaa hai
qahr hai sehr hai jaaduu hai balaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
maz.hab chhu.Daayaa ishva-e-duniyaa ne shaiKH se
dekhii jo rail uu.nT se aaKHir utar pa.De
Akbar Allahabadi
Ghazal
tuu kabhii raag kabhii rang kabhii KHushbuu hai
kaisii kaisii na tujhe ishva-garii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ishva-o-husn-o-adaa par tirii marne vaale
kitne maa'suum yuu.nhii 'umr ga.nvaa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
mere kufr-e-ishq me.n thii ek iimaanii adaa
us ke kaafir husn me.n ik ishva-e-turkaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
chashm-e-siyaah mast nigah mast aap mast
piitaa hai dil-lagii ko but-e-ishva-gar sharaab