SEARCH RESULTS
Showing search results for ",LGnF"
Ghazal MATCHES FOR ",lGnf"
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
mai.n tez dhuup me.n jal kar bhii yaad kartaa huu.n
vo sard raat me.n us kaa lihaaf ho jaanaa
Mehshar Afridi
Ghazal
suuraj lihaaf o.Dh ke soyaa tamaam raat
sardii se ik parinda dariiche me.n mar gayaa
Athar Nasik
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
vo sardiyo.n kii dhuup kii tarah Guruub ho gayaa
lipaT rahii hai yaad jism se lihaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jaatii nahii.n hai us kii mahak tak lihaaf se
aa.ii thii ek baar parii koh-e-qaaf se
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
o.Dh letaa hai yaqii.n maslahatan chup kaa lihaaf
is gha.Dii sach kii har ik baat gumaa.n boltaa hai
Rahman Jami
Ghazal
lahuu lahuu aarzuu badan kaa lihaaf hogaa
vo kitnaa buzdil hai aaj ye inkishaaf hogaa
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
vo sard raat rago.n me.n lahuu jamaa detii
agar mai.n o.Dh na letaa ko.ii lihaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
kisii ke sard ravayye pe KHaamushii kaa lihaaf
ye intiqaam bhii kyaa intiqaam hotaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
tere Gamo.n ko raat kaa bistar banaa luu.n mai.n
merii KHushii ko le ke inhe.n tuu lihaaf kar
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
nahii.n lihaaf Gilaafo.n kii kaun baat kare
tuu dekh phir bhii guzartii hai.n sardiyaa.n apnii
Dwijendra Dwij
Ghazal
jo tere qurb kii garmii nahii.n muqaddar me.n
so shab ko apne badan par lihaaf karte hai.n
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
chaadar tamaazato.n kii liye din ke dil me.n chal
tanhaa.iyo.n ko shab ke jigar me.n lihaaf kar
Tahir Adeem
Ghazal
tujh ko 'naziir' shab kii taariikiyaa.n na Das le.n
ujle badan ko apne zer-e-lihaaf kar le
Nazir Fatehpuri
Ghazal
lahuu me.n Duubaa hu.aa chaa.nd be-lihaaf bhii ho
badan me.n re.ngte saa.e kaa inkishaaf bhii ho
Shakeel Azmi
Ghazal
bichhaa ke dil ke ta'alluq pe barf kii chaadar
na.e lihaaf se kaaTii hai.n sardiyaa.n ham ne