SEARCH RESULTS
Showing search results for ",fRFE"
Ghazal MATCHES FOR ",frfe"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
paa.nv tale bichhaayaa kyaa KHuub farsh-e-KHaakii
aur sar pe laajvardii ik saa.ibaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
jamaaliyaat ke parche me.n aaTh nau number
faqat shaguftagii-o-dil-kashii ke hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
dast-gaah-e-diida-e-KHuu.n-baar-e-majnuu.n dekhnaa
yak-bayaabaa.n jalva-e-gul farsh-e-paa-andaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
zamiin farsh-e-gul-o-laala se sajaa.ii ga.ii
phir is zamii.n kii amaanat banaa diye ga.e ham
Iftikhar Arif
Ghazal
de gayaa aa.nkho.n ko farsh-e-raah ban.ne kaa sila
de gayaa biinaa.ii ko sauGaat me.n diimak ko.ii
Iqbal Sajid
Ghazal
kis kaa suraaG jalva hai hairat ko ai KHudaa
aa.iina farsh-e-shash-jahat-e-intizaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
usii kaa kaam hai farsh-e-zamii.n bichhaa denaa
usii kaa kaam sitaare uchhaal kar rakhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
tasviir me.n jo qaid thaa vo shaKHs raat ko
KHud hii frame to.D ke pahluu me.n aa gayaa
Adil Mansuri
Ghazal
ye kuu-e-yaar ye zindaa.n ye farsh-e-mai-KHaana
inhe.n ham ahl-e-tamannaa ke naqsh-e-paa kahiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
amiir imaam mubaarak ho fat.h-e-ishq tumhe.n
ye dard-e-maal-e-Ganiimat hai sab tumhaaraa hu.aa
Ameer Imam
Ghazal
kise KHabar ki isii farsh-e-sa.ng par so jaa.uu.n
mire makaan me.n bistar miraa bichhaa rah jaa.e
Sabir Zafar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saaz-e-falak ne chhe.Daa ma.anii kaa raag jis dam
farsh-e-zamii.n pe raqsaa.n paa-e-KHayaal dekhaa
Mohammad Aazam
Ghazal
soKHta parvaane kushta sham.a farsh-e-daaGdaar
de rahe hai.n raat kii garmii-e-mahfil kaa pataa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
farsh-e-rah hai.n jo dil-afgaar tire kuuche me.n
KHaak ho raunaq-e-gulzaar tire kuuche me.n