SEARCH RESULTS
Showing search results for ",mezU"
Ghazal MATCHES FOR ",mezu"
Ghazal
mez par nanhaa saa ik kaaGaz kaa Tuk.Daa chho.D kar
zindagii kii har KHushii vo naa-gahaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
dabaa thaa phuul ko.ii mez-posh ke niiche
garaj rahii thii bahut pechvaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
saara aaraa.ish kaa saamaa.n mez par sotaa rahaa
aur chehra jagmagaataa jaagtaa ha.nstaa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
ye mez ye kitaab ye diivaar aur mai.n
khi.Dkii me.n zard phuulo.n kaa ambaar aur mai.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ko.ii shikva na shikaayat na vazaahat ko.ii
mez se bas mirii tasviir haTaa dii us ne
Tariq Qamar
Ghazal
jaa.n rahtii hai paper-weight ke phuulo.n me.n
varna merii mez pe duniyaa rakkhii hai
Saqi Faruqi
Ghazal
shiishe ke ik gilaas me.n nargis ke phuul hai.n
ik mez par hai.n chand risaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mehmaan aa gayaa thaa so khaane kii mez par
jaltaa hu.aa charaaG bujhaanaa pa.Daa mujhe
muneer saifi
Ghazal
Janan Malik
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
TuuTii mez aur jalii kitaabe.n rah jaa.e.ngii
drone giregaa amn kii baate.n rah jaa.e.ngii