SEARCH RESULTS
Showing search results for "اعادہ"
Ghazal MATCHES FOR "اعادہ"
Ghazal
badan ko zaKHm kare.n KHaak ko labaada kare.n
junuu.n kii bhuulii hu.ii rasm kaa i.aada kare.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ham un ke naqsh-e-qadam hii ko jaada karte rahe
jo gumrahii ke safar kaa i.aada karte rahe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mai.n jis ko bhuul jaane kaa iraada kar rahaa huu.n
usii ko yaad pahle se ziyaada kar rahaa huu.n
Waqar Manvi
Ghazal
Ehtisham Hasan
Ghazal
yaad rakhne kaa bhii va.ada ho zaruurii to nahii.n
bhuul jaane kaa iraada ho zaruurii to nahii.n
Nuzhat Abbasi
Ghazal
aaGaaz jo kii mai.n ne na.ii ek mohabbat
ye pichhlii mohabbat kaa i.aada to nahii.n hai
Farasat Rizwi
Ghazal
bujhii hai aag magar is qadar ziyaada nahii.n
dobaara milne kaa imkaan hai iraada nahii.n
Nasir Zaidi
Ghazal
jab us se tark-e-mulaaqaat kaa iraada kiyaa
tab us ne daaman-e-dil ko zaraa kushaada kiyaa
Habab Hashmi
Ghazal
aa.iin-e-vafaa itnaa bhii saada nahii.n hotaa
har baar masarrat kaa i.aada nahii.n hotaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
na chhiin mujh se miraa zauq-e-KHud-navardii bhii
mire qadam ko bhii manzil na de iraada de
Abdullah Kamal
Ghazal
baiThe rahe ki tez bahut thii havaa-e-shauq
dasht-e-havas kaa garche iraada bahut hu.aa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
tire baGair hii jii luu.n iraada thaa pahle
zaraa ye soch ki mai.n kitnaa saada thaa pahle
Fareed Parbati
Ghazal
na.ii rut me.n mohabbat kaa i.aada chaahtaa thaa vo
puraane tajrabe se istifaada kar liyaa mai.n ne
Sajjad Baluch
Ghazal
na thaa hausla ki karte tire ishq kaa i.aada
ki firaaq ke safar par chale ham the paa-piyaada
Shamsa Najm
Ghazal
tuu jab qariib-e-jaa.n bhii qariib-e-nazar bhii thaa
ham bhii ba-zo.am-e-ishq i.aada na kar sake
Zain Ramish
Ghazal
ziyaa.n jigar kaa sahii ye jo shaGl-e-baada hai
dil-o-nazar ke liye is me.n kuchh ifaada hai