SEARCH RESULTS
Showing search results for "بحال"
Ghazal MATCHES FOR "بحال"
Ghazal
muddato.n baa'd us ne aaj mujh se ko.ii gila kiyaa
mansab-e-dilbarii pe kyaa mujh ko bahaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
bhale dino.n kaa bharosaa hii kyaa rahe.n na rahe.n
so mai.n ne rishta-e-Gam ko bahaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
shaayad tire labo.n kii chaTak se ho jii bahaal
ai dost muskuraa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
KHaar-ba-KHaar gul-ba-gul fasl-e-bahaar aa ga.ii
fasl-e-bahaar aa ga.ii zaKHm bahaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jo ishq chaahtaa hai vo honaa nahii.n hai aaj
KHud ko bahaal karnaa hai khonaa nahii.n hai aaj
Farhat Ehsas
Ghazal
us kaa KHiraam dekh ke jaayaa na jaa.egaa
ai kabk phir bahaal bhii aayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
miraa nahii.n to vo apnaa hii kuchh KHayaal kare
use kaho ki ta'alluq ko phir bahaal kare
Shahzad Nayyar
Ghazal
ye ham jo ishq me.n biimaar pa.Dte rahte hai.n
ye ik sabab hai ta'alluq bahaal karne kaa
Mohsin Asrar
Ghazal
jab aagahii mujhe gumraah kartii hai 'mohsin'
junuu.n bahaal bhii us kii taraf se hotaa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
udhar charaaG jale hai.n kisii dariiche me.n
idhar vaziifa-e-dil bhii bahaal ho gayaa hai
Ajmal Siraj
Ghazal
KHushii usii kii hamesha nazar me.n rahtii thii
aur apnii quvvat-e-Gam bhii bahaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
shadiid habs me.n raahat havaa se hotii hai
bahaal apnii tabii.at havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
bichh.De to jaise zehn mu.attal saa ho gayaa
shahr-e-suKHan bahaal tujhe dekh kar hu.aa
Noshi Gilani
Ghazal
vo raabte jo kiye KHud hii kal-adam ham ne
na.e sire se phir un ko bahaal kyaa karnaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
abhii hai qaid me.n be-shak jahaa.n kii rasmo.n ke
abhii sazaa.o.n se naarii bahaal tho.Dii hai