SEARCH RESULTS
Showing search results for "بطخ"
Ghazal MATCHES FOR "بطخ"
Ghazal
vo na aa.e to utarte nahii.n paanii me.n bataKH
us ke naqqaal bhii dil baaKHtaa panghaT ke hai.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
tire adam ko gavaaraa na thaa vajuud miraa
so apnii beKH-kunii kii kamii na kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
phir hu.aa vaqt ki ho baal-kushaa mauj-e-sharaab
de bat-e-mai ko dil-o-dast-e-shanaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
na jaane kab ko.ii karvaT hame.n jagaa Daale
zamii.n ke batn me.n KHvaabiida zalzale ham log
Khursheed Rizvi
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
ik KHuub-ruu nahii.n hai yahaa.n varna ek din
thaa rashk-e-husn-e-balaKH-va-naushaad aagara
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aaj hai jabr-o-tashaddud kii hukuumat ham par
kal hamii.n beKH-kun-e-qaisar-o-KHaaqaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
kanaar-e-aab chale daur-e-jaam yaa lab-e-kisht
shikaar hove bat-e-mai kahaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
batn har sang me.n dekhe jo ko.ii paikar-e-naaz
kis ko haasil vo sanam-saaz-nazar hai baabaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
saaqiyaa dono.n jahaa.n se phir to be.Daa paar hai
gar bat-e-mai aa.e dariyaa ke kinaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
aa.egaa mai-kasho bat-e-mai kaa shikaar yaad
jannat me.n aa ga.ii jo ko.ii aab-juu pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ik raat u.Daa.ii na mirii duKHtar-e-raz se
saaqii ne bat-e-mai ko bhii surKHaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jab mauj ubhartii hai kahtii hai vo shoKHii se
baazuu me.n bat-e-mai ke surKHaab kaa par dekhaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hichkiyaa.n lii hai is tarah bat-e-mai
jis tarah gaTkarii me.n taan phire
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
shikaar bhii bat-e-mai kaa kinaar-e-juu karte
vahii.n namaaz bhii pa.Dhte vahii.n vuzuu karte
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kahii.n sahraa me.n bhii Das le na hame.n sairaabii
ret ke batn se phunkaartaa dariyaa niklaa