SEARCH RESULTS
Showing search results for "بنیاد"
Ghazal MATCHES FOR "بنیاد"
Ghazal
rafta rafta yahii zindaa.n me.n badal jaate hai.n
ab kisii shahr kii buniyaad na Daalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
ham ko anfaas kii apne hai imaarat karnii
is imaarat kii labo.n par tire buniyaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
mirii jafaa-talabii ko du.aa.e.n detaa hai
vo dasht-e-saada vo teraa jahaan-e-be-buniyaad
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ruukaar se to apnii mai.n lagtaa huu.n paa.edaar
buniyaad rah ga.ii pa-e-buniyaad kuchh karuu.n
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
buniyaad-e-jahaa.n pahle jo thii vahii ab bhii hai
yuu.n hashr to yaaraan-e-yak-dil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
savaal ghar nahii.n buniyaad par uThaayaa hai
hamaare paa.nv kii miTTii ne sar uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
ab ke mausam me.n ye diivaar bhii gir jaa.e 'shakiil'
is tarah jism kii buniyaad me.n aa.nsuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
aise kaise mai.n tujhe chaahne lag jaa.uu.n bhalaa
ghar kii buniyaad to ik dam nahii.n rakkhii jaatii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
piir-e-mai-KHaana ye kahtaa hai ki aivaan-e-fara.ng
sust-buniyaad bhii hai aa.iina-diivaar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tere shahr se ho kar aa.ii tez havaa
phir dil kii buniyaad hilaa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
aashiq ke ghar kii tum ne buniyaad ko biThaayaa
Gairo.n ko paas apne har dam biThaa biThaa kar