SEARCH RESULTS
Showing search results for "بیشتر"
Ghazal MATCHES FOR "بیشتر"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
beshtar bulbul se thaa sar me.n mire shor-e-junuu.n
fasl-e-gul aane na paa.ii thii ki diivaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ye daur-e-kam-nazaraa.n hai to phir hunar kaa ziyaa.n
jo ek baar na honaa to beshtar honaa
Pirzada Qasim
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nazar aataa hai un me.n beshtar ik narm-o-naazuk dil
masaa.ib ke liye siine ko jo faulaad karte hai.n
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
band mahram ke vo khulvaate hai.n ham se beshtar
aaj-kal sone kii chi.Diyaa hai hamaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
jis se kuchh na kah paa.e.n jaan-e-guftuguu Thahre
jis se kam mile.n us ko sab se beshtar jaane.n
Zehra Nigaah
Ghazal
kis ko dimaaG-e-sher-o-suKHan zo.af me.n ki 'miir'
apnaa rahe hai ab to hame.n beshtar KHayaal
Meer Taqi Meer
Ghazal
the us kii dastaras me.n ajaa.ib to besh-tar
bhejii na us ne ko.ii nishaanii mirii taraf
Zafar Iqbal
Ghazal
kyuu.n ko.ii dekhe hamaare dil kii saarii mumlikat
ik jhalak dikhlaa.ii hai aur beshtar rahne diyaa
Azra Naqvi
Ghazal
ravaa.n bhii silsial-e-ashk hai abhii kuchh kuchh
ye qaafila jo kahii.n besh-tar rukaa hu.aa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
kahaa thaa mai.n ne ki dil ko sazaa.e.n aap na de.n
ye pesh-tar se hu.aa aur beshtar gustaaKH
Nooh Narvi
Ghazal
beshtar sub.h-e-shab-e-vasl se ham guzre.nge
zor-e-adbaar chalegaa na KHush-iqbaalo.n se