SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_منت_کیموس"
Ghazal MATCHES FOR "بے_منت_کیموس"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-minnat-e-sharaab huu.n sarshaar-e-imbisaat
tujh nain kaa KHayaal mujhe jaam-e-jam hu.aa
Wali Dakni
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
be-minnat-e-darbaa.n hai mujhe hasrat-e-diidaar
mahmil kaa u.De parda sar-e-raahguzar kaash
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
dil ke dha.Dko.n kaa ye aalam hai ki be-minnat-e-dast
purze ho ho ke garebaan u.Daa jaataa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
us ghar ke tasavvur me.n juu.n hii band kii.n aa.nkhe.n
sad-shukr ki be-minnat-e-darbaan ga.e ham
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
rif.at-e-daar se insaa.n kaa bharam hai varna
kaun be-minnat-e-sultaa.n sar-e-mimbar Thahraa
Hasan Abidi
Ghazal
baada-noshii me.n bhii hai kaif-e-sukuu.n-baKHsh magar
haa.e vo kaif jo be-minnat-e-jaam aataa hai
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
ruu-ba-ruu rahtii hai tasviir-e-tasavvur shab-o-roz
ab to be-minnat-e-KHalq aap ke nazzaare hai.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
marhala tai ko.ii be-minnat-e-jaada bhii to ho
Gam ba.Dhe bhii to sahii dard ziyaada bhii to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
be-minnat-e-jahaan-e-tunuk-zarf agar mile
vallaah phir to charb hai KHashaa pulaav par
Imdad Ali Bahr
Ghazal
shauq-e-be-minnat-e-ehsaan-e-digar kyaa kahiye
KHud se is shauq me.n ham bar-sar-e-paikaar mile