SEARCH RESULTS
Showing search results for "تبصرے"
Ghazal MATCHES FOR "تبصرے"
Ghazal
'aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
ham aaj bhii hai.n zamii.n par magar yahii Dar hai
ye tabsire hame.n aalii-maqaam kar de.nge
Shuja Khaavar
Ghazal
abhii to aur bahut us pe tabsire ho.nge
mai.n guftuguu me.n jo ib.haam chho.D aayaa huu.n
Ejaz Rahmani
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
tabsire karne lage hai.n log hasb-e-hausla
'shauq' aasaanii se mai.n kuchh aur bhii mushkil banaa
Khwaja Shauq
Ghazal
vahaa.n vahaa.n hii milii hai.n udaasiyaa.n ham ko
jahaa.n jahaa.n se mile tabsire mohabbat ke
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
mujh ko KHabar milii hai ki pariyo.n ke des me.n
hote hai.n roz tabsire us ke jamaal par
Zulfiqar Zaki
Ghazal
Suleman Khumar
Ghazal
abhii aa.ndhii pe 'az.har' tabsire hai.n
charaaGo.n kii KHabar ko.ii nahii.n hai
Azhar Inayati
Ghazal
'bilqiis' ik charaaG sar-e-raah kyaa rakkhaa
bastii ke har makaan hii me.n tabsire hu.e
Bilqees Khan
Ghazal
kiye hai.n auro.n pe tanqiid-o-tabsare lekin
KHud apnaa jaa.eza ab tak na le sake hai.n ham