SEARCH RESULTS
Showing search results for "تذلیل"
Ghazal MATCHES FOR "تذلیل"
Ghazal
vo log jinhe.n kal tak da.avaa thaa rifaaqat kaa
tazliil pe utre hai.n apno.n hii ke naamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maamuura-e-ehsaas me.n hai hashr saa barpaa
insaan kii tazliil gavaaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ham apne ishq se duniyaa badalnaa chaahte hai.n
magar ye ishq kii tazliil karne vaale log
Tauqeer Taqi
Ghazal
maut se ziist kii takmiil nahii.n ho saktii
raushnii KHaak me.n tahliil nahii.n ho saktii
Najeeb Ahmad
Ghazal
be-zamiirii hai sar-afraaz to Gam kaisaa hai
apnii tazliil ko me.aar banaate jaa.o
Mohsin Bhopali
Ghazal
us se har tarah se tazliil-e-bashar hotii hai
baa.is-e-faKHr nahii.n muflisii-o-naa-daarii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
insaan hii tazliil kiyaa kartaa hai in kii
kartii nahii.n insaan kii tauhiin kitaabe.n
Inam Sharar Ayyubi
Ghazal
ajab samaa.n thaa ki tazliil bhii thii kaif-a.ngez
vo meraa vaqt tirii sii.Dhiyaa.n utarne kaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
chho.D dii dasht-navardii bhii ziyaa.n-kaarii bhii
zindagii ab tirii tazliil nahii.n karnii mujhe
Ahmad Khayal
Ghazal
ye chamak dhuul me.n tahliil bhii ho saktii hai
kaa.enaat ik na.ii tashkiil bhii ho saktii hai
Syed Ali Zaheer
Ghazal
kaisii badan kii qurbate.n aur kaisii chaah-e-vasl
jab ruuh terii ruuh me.n tahliil ho ga.ii
Tasneem Hasan
Ghazal
KHushiyaa.n tamaam Gam me.n vo tabdiil kar gayaa
aaKHir mire KHuluus kii tazliil kar gayaa
Saifi sironji
Ghazal
jo chaahe kahe iizaa de yaa kuchh kare tazliil
dar chho.D ke us kaa nahii.n jaa sakte kahii.n ham
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
kisii Gariib kii izzat se khelne vaalo
KHudaa tumhaarii bhii tazliil karne vaalaa hai