SEARCH RESULTS
Showing search results for "تفصیل"
Ghazal MATCHES FOR "تفصیل"
Ghazal
mai.n tujh se miltaa to tafsiil me.n nahii.n jaataa
mirii taraf se tire dil me.n jaane kyaa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
tabiib ne ko.ii tafsiil to bataa.ii nahii.n
bahut jo puuchhaa to itnaa kahaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
taa-ba-kai vaada-e-mauhuum kii tafsiil 'firaaq'
shab-e-furqat kahii.n kaTtii hai in afsaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
merii duukaan kii chiize.n nahii.n biktii 'nazmii'
itnii tafsiil KHariidaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
naala-o-aah kii tafsiil na puuchho mujh suu.n
daftar-e-dard basaa ishq ke diivaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
ijmaal ye be-shak hai tafsiil kaa aa.iina
mazmuun pe haavii hai unvaan mohabbat kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
kabhii fursat se milo to tumhe.n tafsiil ke saath
imtiyaaz-e-havas-o-ishq bhii samjhaa.e.nge
Ajmal Siraj
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ye hai ik vaaqa.ii tafsiil merii aap-biitii kii
bayaan-e-dard-e-dil ko ik kahaanii kaun kahtaa hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
ye hai tafsiil ki yak-lamha-e-hairat thaa ko.ii
muKHtasar ye ki mirii umr ko kaafii Thahraa
Ameer Imam
Ghazal
dil ke baare me.n mai.n tafsiil bataa.uu.n tumhe.n kyaa
muKHtasar ye ki mohabbat ko sazaa jaantaa hai
Aurang zeb
Ghazal
maa.ngtii hai ab mohabbat apne hone kaa subuut
aur mai.n jaataa nahii.n iz.haar kii tafsiil me.n
Alam Khursheed
Ghazal
merii KHvaahish ba.Dii tafsiil-talab hai lekin
terii suurat mujhe ijmaal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
sarguzisht-e-dil-e-tafriih-talab me.n jaanaa.n
zikr teraa kisii tafsiil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
mehraab na qindiil na asraar na tamsiil
kah ai varaq-e-tiira kahaa.n hai tirii tafsiil