SEARCH RESULTS
Showing search results for "تقطیع"
Ghazal MATCHES FOR "تقطیع"
Ghazal
bazm me.n ahl-e-suKHan taqtii.a farmaate rahe
aur ham ne apne dil kaa bojh halkaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
aise nahii.n maanuu.ngaa mai.n hastii kaa tavaazun
taqtii.a kiyaa jaa.e ye misra mire aage
Abbas Tabish
Ghazal
harf-e-saakit ban gayaa taqtii.a se KHaarij hu.aa
is Gazal kii bazm se mujh ko nihaa.n honaa hii thaa
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
zaa.icha-saazaa hamaare KHvaab kii taqtii.a kar
faal-giiraa ye bataa kyaa ab du.aa masmuu.a hai
Ahmad Jahangir
Ghazal
ab kyaa kartaa hai maatam bulbul-e-naashaad kaa
dil laraztaa hai taqayya dekh kar sayyaad kaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
jab ki taqtiir-e-rag-e-jaa.n se ba.ndhii hai taqdiir
be-KHabar zikr-o-munaajaat se kyaa hotaa hai
Akhtar Saeed
Ghazal
chhupaa rahe na ruKH-e-yaar zulf me.n kyuu.n-kar
taqayya farz hai momin ko hifz-e-jaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
yaksar rag-e-mansuur kii himmat se pare hai
vo ilm ki ik arsa-e-taqtiir me.n aave