SEARCH RESULTS
Showing search results for "تیقن"
Ghazal MATCHES FOR "تیقن"
Ghazal
kis ruKH se tayaqqun ko tabii.at me.n jagah de.n
aisaa nahii.n hotaa kabhii vaisaa nahii.n hotaa
Mohsin Asrar
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
dil pahu.nchaa achaanak hii tayaqqun kii fazaa tak
sab vahm-o-gumaa.n ishq kii asnaad se nikle
Mohsin Asrar
Ghazal
ye tayaqqun nahii.n hotaa thaa kidhar dekh sake
ye ta'ayyun nahii.n hotaa thaa kidhar dekh na paa.e
Ain Tabish
Ghazal
zindagii ne kaise raazo.n kii piTaarii khol dii
aagahii kaa har tayaqqun gumrahii bantaa gayaa
Shehpar Rasool
Ghazal
mujhe tumhaare tayaqqun se KHauf aataa hai
ki is yaqiin me.n shaamil gumaa.n nahii.n meraa
Abrar Ahmad
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
bik jaataa hai zardaar kii ulfat kaa tayaqqun
naadaar kii chaahat kaa tavahhum nahii.n biktaa
Amir Mausavi
Ghazal
Bebak Bhojpuri
Ghazal
phir mire sar se tayaqqun kaa parinda u.D gayaa
phir mire ehsaas me.n taaza-gumaa.n raushan hu.aa
Zaki Tariq
Ghazal
ai dast-e-yaqii.n lams tayaqqun kaa ataa kar
ik arse se ham nuqta-e-mauhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ramz kii baara-darii me.n zabt vaajib gar na ho
mai.n tayaqqun se ta'ajjub kaa minaara phuu.nk duu.n
Ahmad Jahangir
Ghazal
Akhlaque Bandvi
Ghazal
bad-gumaa.n hone lagaa hai ye tayaqqun kaa jahaa.n
mujh ko afsos hai pyaare nahii.n ro saktaa mai.n
KHalid Malik Sahil
Ghazal
mirii nazar me.n tayaqqun kii dhuup raushan ho
kabhii to phaile vo ra.ng-e-shuhuud kii suurat
Sham Rizvi
Ghazal
leTaa thaa mai.n ik dasht-e-tayaqqun me.n akelaa
e.Dii bhii na rag.Dii thii ki chashme nikal aa.e