SEARCH RESULTS
Showing search results for "جذبۂ_ایماں"
Ghazal MATCHES FOR "جذبۂ_ایماں"
Ghazal
dil me.n iimaan to hai jazba-e-iimaa.n na sahii
ham musalmaan to hai.n shaan-e-musalmaa.n na sahii
Ahsan Aazmi
Ghazal
dard-e-dil paas-e-vafaa jazba-e-iimaa.n honaa
aadmiyat hai yahii aur yahii insaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
haa.n jazba-e-iimaa.n kii tasdiiq to ho pahle
va.ada hai ki kausar kaa ik jaam tumhe.n de.nge
Dr. Mohammad Jamal
Ghazal
Farzana Ejaz
Ghazal
Gaafil huu.n tirii yaad se aisaa to nahii.n hai
har-vaqt mire dil me.n tirii yaad makii.n hai
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
chaahaa bahut magar kisii unvaa.n na kar sake
iimaa.n ko kufr kufr ko iimaa.n na kar sake
Talib Dehlavi
Ghazal
na mehr-o-maah na anjum ke darmiyaan me.n hai
javaab teraa zamii.n par na aasmaan me.n hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
hame.n banaayaa gayaa hai sadaaqato.n kaa amii.n
dilo.n me.n jazba-e-iimaan ham bhii rakhte hai.n
Yas Chandpuri
Ghazal
is chashm-e-nam se manzar-e-hairaa.n chalaa gayaa
KHvaabo.n kaa ik jahaan-e-gulistaa.n chalaa gayaa
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
vahm hii hogaa magar roz kahaa.n hotaa hai
dhu.ndh chhaa.ii hai to ik chehra ayaa.n hotaa hai
Akhilesh Tiwari
Ghazal
mai-parastii pe ye iimaan ye jazba ye KHuluus
kyaa 'ajab log hai.n ye piine-pilaane vaale
Amrit Laal Ishrat
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
nazar-fareb nazaara abhii nigaah me.n hai
ki ko.ii KHvaab-numaa jism merii raah me.n hai
Mahir Mansoor
Ghazal
Iqtidar Javed
Ghazal
jazba-e-hamsarii har ruKH se ayaa.n hotaa hai
terii mahfil me.n jahaa.n meraa bayaa.n hotaa hai