SEARCH RESULTS
Showing search results for "حاجب"
Ghazal MATCHES FOR "حاجب"
Ghazal
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
sohbat yaar hai ai dil tujhe ghar baiThe nasiib
phir tiraa kaam hai kyaa haajib-e-darbaan ke paas
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
manzuur nahii.n jab unhe.n KHud jalva dikhaanaa
kyo.n kiijiye phir haajib o darbaa.n kii shikaayat
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
habaab o bahr me.n haajib vajuud hii hai ham aah
mile.n kab us se ye jab tak hijaab rakhte hai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
soch kar hii to lagaayaa haajib-e-shams-o-qamar
laa-makaa.n par qabza-e-idraak hotaa Gaaliban
Rahi Fidai
Ghazal
merii raah kii haajib kaa hai us ko jo paas
mere saath safar kaa tosha rakh degaa
Shariq Jamal Nagpuri
Ghazal
jo vahm-e-Gair me.n hai apne aap se mahjuub
hai KHud hijaab ki haajib samajh nahii.n saktaa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aap ik jalva saraasar mai.n saraapaa ik nazar
apnii haajat dekhiye merii zaruurat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
dene vaale kii mashiyyat pe hai sab kuchh mauquuf
maa.ngne vaale kii haajat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Ghazal
ai chaaragaro chaaragarii kii nahii.n haajat
ye dard hii daaruu-e-shifaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
yuu.n to hai ummiid ravaa sab se lekin
vaqt-e-haajat sab ko parkhaa jaa.egaa