SEARCH RESULTS
Showing search results for "خود_ساختہ"
Ghazal MATCHES FOR "خود_ساختہ"
Ghazal
mirii diivaangii KHud saaKHta na.ii.n
mai.n jaisaa huu.n mai.n vaisaa chaahtaa na.ii.n
Amir Ameer
Ghazal
KHud-saaKHta sazaa ko jo ham chun liye ga.e
hasrat ke jaal chaaro.n taraf bun liye ga.e
Hina Ambareen
Ghazal
mazaa na puuchh jo KHud-saaKHta fusuu.n me.n hai
tuu mere paas nahii.n aur dil sukuu.n me.n hai
Faysal sahib
Ghazal
har ek bandish-e-KHud-saaKHta bayaa.n se uThaa
takallufaat kaa parda bhii darmiyaa.n se uThaa
Sahba Waheed
Ghazal
KHud saaKHta KHudaa.o.n ne jiinaa kiyaa muhaal
rab jaane kab rukegaa KHudaa.o.n kaa silsila
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
mai.n maantaa nahii.n KHud-saaKHta lakiiro.n ko
zamiin merii hai saaraa jahaan meraa hai
Mazhar Husain Syed
Ghazal
lagtaa hai apnaa zehn bhii apnaa nahii.n 'nasiim'
KHud-saaKHta KHayaal bhii jaise paraa.e hai.n
Naseem Abbasi
Ghazal
jab masaa.il hii KHud-saaKHta hai.n mire
phir gila rab se achchhaa 'amal to nahii.n
Syed Wajih Ul Hassan Sherazi
Ghazal
bejaa anaa tabaahii kaa kirdaar ban ga.ii
KHud-saaKHta Guruur ne rusvaa kiyaa mujhe
Sirajuddin Siraj
Ghazal
KHud-saaKHta KHudaa.o.n kaa mujh ko nahii.n hai KHauf
terii navaazisho.n kaa bas ik silsila rahe
Yusuf Taqi
Ghazal
rakh de na kaaT kar kahii.n saare vajuud ko
KHud-saaKHta anaa.o.n kii talvaar se bacho
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
KHud-saaKHta buto.n ko mai.n ab to.D-taa.D kar
puujuu.ngaa bas usii ko parastaar kii tarah
Ahmad Adil
Ghazal
maazii kii baat aur thii 'mumtaaz' aaj bhii
KHud-saaKHta hai.n kitne KHudaa ham se puuchhiye
Mumtaz Ahmad Mumtaz
Ghazal
sabhii ko tiiliyaa.n apnii aziiz thii.n 'asraar'
ki jo parind thaa KHud-saaKHta qafas me.n thaa
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
inaayat kam nahii.n ham par fazaa kii
ba.Dii had tak to ham KHud-saaKHta hai.n