SEARCH RESULTS
Showing search results for "دلاں"
Ghazal MATCHES FOR "دلاں"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ab ik hujuum-e-shikasta-dilaa.n hai saath apne
jinhe.n ko.ii na milaa ham-safar hamaare hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
us kaa firaaq bhii ziyaa.n us kaa visaal bhii ziyaa.n
ek ajiib kashmakash halqa-e-be-dilaa.n me.n hai
Jaun Eliya
Ghazal
panaah Dhuu.nD rahii hai shab-e-girafta-dilaa.n
ko.ii bataa.o mire ghar kaa raasta us ko
Naseer Turabi
Ghazal
daaruu-e-dard-e-nihaa.n raahat-e-jaanii sanamaa
iisaa-e-murda-dilaa.n yuusuf-e-saanii sanamaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
ik tum hii nahii.n haal-e-dilaa.n jaan.ne vaale
hotii hai zamaane ko KHabar aah-o-fuGaa.n se
Amritanshu Sharma
Ghazal
gar sub.h ko mai.n chaak garebaan dikhaa.uu.n
ai zinda-dilaa.n hashr talak shaam na hove
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
har pech me.n chiire ke tire lipTe hai.n aashiq
aalam ke dilaa.n band hai.n tujh band-e-qabaa ke
Wali Dakni
Ghazal
us se sa.ngii.n-dilaa.n kaa shauq na kar
mat tuu siine pe apne sil le shaiKH
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
vo raaste jachte hii nahii.n ahl-e-dilaa.n ko
vo raaste jo aabla-paa.ii nahii.n dete
Iftikhar Haidar
Ghazal
halqa-e-ishq me.n sab chaak-dilaa.n milte hai.n
is qabiile me.n ko.ii KHaas dha.De hote nahii.n
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
jahaa.n daliil ko patthar se to.Dnaa Thahre
vo shahr-e-sa.ng-dilaa.n saKHt imtihaan me.n hai
Akbar Hameedi
Ghazal
Daraa sakte nahii.n KHuunii.n a.ndhere
nigaah-e-be-dilaa.n zulmat-shikan hai
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
kis ko fursat hai sune dard-bharii hai ruudaad
kaun bechaargii-e-KHasta-dilaa.n tak pahu.nche