SEARCH RESULTS
Showing search results for "دھوبی"
Ghazal MATCHES FOR "دھوبی"
Ghazal
aalimo.n kaa ilm se vo rabt hai is daur me.n
rabt dhobii ke gad.he kaa jis tarah laadii se hai
Zafar Kamali
Ghazal
zeb-e-tan vaa.iz ke dekhii hai qabaa-e-zar-nigaar
sar pe amaama hai ik dhobii ke gaTThar kii tarah
Shauq Bahraichi
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
dho.e hai.n dhobii ne dariyaa me.n jo kap.De yaar ke
aaj koso.n tak mo.attar daaman-e-saahil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ishq me.n ham ne jitne rang apnaa.e the
vahshii dhobii sab ko dhotaa jaataa thaa
Mumtaz Gurmani
Ghazal
maGrib mujhe khii.nche hai to roke mujhe mashriq
dhobii kaa vo kuttaa huu.n ki jo ghaaT na ghar kaa
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
fann-e-kashtii me.n qayaamat hai vo but gaazir kaa
dhuum detaa hai machaa aave hai jab dhobii paaT
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ghar me.n jagah hai us kii na hai ghaaT me.n jagah
qismat ko ham ne dhobii kaa kuttaa banaa liyaa
Saba Tabish
Ghazal
dariyaa pe tuu nahaane jaayaa na kar ki naadaa.n
vaa.n ghaat me.n hai.n terii ka.ii dhobii paaT vaale
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
daaG mujh me.n hai ki tujhme.n ye pata tab hogaa
maut jab aa.egii kap.De liye dhoban kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
qaatil ne kis safaa.ii se dho.ii hai aastii.n
us ko KHabar nahii.n ki lahuu boltaa bhii hai
Iqbal Azeem
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
haa.n kis ko sair-e-arz-o-samaa kaa hai ishtiyaaq
dhuunii phir us galii me.n ramaa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
kab talak dhuunii lagaa.e jogiyo.n kii sii rahuu.n
baiThe baiThe dar pe tere to miraa aasan jalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nch me.n apnii javaanii kii sulagtii chitvan
shabnam-e-ashk me.n dho.ii hu.ii gulnaar aa.nkhe.n