SEARCH RESULTS
Showing search results for "زہر_ہلاہل"
Ghazal MATCHES FOR "زہر_ہلاہل"
Ghazal
yaabis kahii.n martuub kahii.n garm kahii.n sard
misrii me.n kahii.n zahr halaahil me.n sanaa hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHuun qaanuun namak zahr halaahal ke sivaa
aap batlaa.iye is shahr me.n sastaa kyaa hai
Ashraf Yaqubi
Ghazal
hamaaraa naGma samaa.at pe kyo.n garaa.n guzraa
ki teraa zahr-e-halaahal hame.n to qand hu.aa
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ban ke suqraat jiyo tajraba apnaa hai yahii
zindagii zahr-e-halaahal ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Meraj Naqvi
Ghazal
maqaam-e-daar se guzro to zindagii paa.o
piyo jo zahr-e-halaahal suruur aa jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
maqaam-e-daar se guzro to zindagii paa.o
piyo jo zahr-e-halaahal suruur aa jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
shaamil hai.n talKHiyaa.n bhii halaavat ke saath saath
ye zindagii hai zahr-e-halaahal na qand hai
Suraj Tanveer
Ghazal
us ke hii haliifo.n ne mash.huur kiyaa hai ye
vo zahr-e-halaahal ko iksiir banaataa hai
Kamal Nadim
Ghazal
nigaah-e-karam ho jo rindo.n pe saaqii
to zahr-e-halaahal bhii qand-e-gavaaraa
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
dukh hii nahii.n hai.n zahr-e-halaahal faqat yahaa.n
sukh bhii milaa hai baarhaa zahraab kii tarah
Tabassum Azmi
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
kal raat tere Gam ne lagaa.ii thii phir sabiil
kal raat ham ne zahr-e-halaahal piyaa bahut
Ajmal Ajmali
Ghazal
mai.n zahr-e-halaahal kaa qaa.il to nahii.n lekin
naasuur-e-jigar le kar jaa.uu.n to kahaa.n jaa.uu.n
Masood Hassas
Ghazal
us ke ho.nTo.n se bhii amrit kii mahak aane lagii
Gaaliban zahr-e-halaahal pii liyaa merii tarah