SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرشار"
Ghazal MATCHES FOR "سرشار"
Ghazal
terii tasviir se taskiin nahii.n hotii mujhe
terii aavaaz se sarshaar nahii.n hotaa mai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Sarshar Sailani
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
saaGar-e-jalva-e-sarshaar hai har zarra-e-KHaak
shauq-e-diidaar balaa aa.ina-saamaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sarshaar jis se ruuh ho vo giit hai judaa
jo taar dil kaa chhe.De vo mizraab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
merii be-raah-ravii is liye sarshaar sii hai
mere haq me.n ko.ii masruuf-e-du.aa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
vahii mai-KHvaar hai jo is tarah mai-KHvaar ho jaa.e
ki shiisha to.D de aur be-piye sarshaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
saaqii ne diyaa kyaa mujhe ik saaGar-e-sarshaar
goyaa ki do aalam se 'zafar' be-KHabarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
zarra ho ki qatra ho KHum-KHaana-e-hastii me.n
maKHmuur nazar aayaa sarshaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sarshaar ho ke jaa chuke yaaraan-e-mai-kada
saaqii hamaare naam kaa saaGar bhii aa.egaa
Naushad Ali
Ghazal
hai vahii bad-masti-e-har-zarra kaa KHud uzr-KHvaah
jis ke jalve se zamii.n taa aasmaa.n sarshaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mauj-e-taaza mirii tishnagii kaa vahm sahii
mai.n is saraab me.n sarshaar rahnaa chaahtaa hu.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
nashsha-e-ishq me.n har chiiz u.Dii jaatii hai
kaun zarra hai ki sarshaar mohabbat me.n nahii.n
Asghar Gondvi
Ghazal
kuchh mast hai.n ham diida-e-pur-KHuun-e-jigar se
aayaa yahii hai saaGar-e-sarshaar-e-mohabbat