SEARCH RESULTS
Showing search results for "سر_لمس_بدن"
Ghazal MATCHES FOR "سر_لمس_بدن"
Ghazal
aksar saa.nse.n rok ke suntaa rahtaa huu.n
us ke lams badan par dha.Dkaa karte hai.n
Swapnil Tiwari
Ghazal
abhii to lams-e-badan kaa hisaab baaqii hai
ta'alluqaat ke pahluu badal ke dekhte hai.n
Nami Ansari
Ghazal
Takraa kar ik lams badan par Duub gayaa
phir ye hu.aa mai.n apne baraabar Duub gayaa
Farooq Shafaq
Ghazal
vo merii talab ho ki tiraa lams-e-badan ho
nashshe kabhii andaaza-e-vahshat nahii.n karte
Jazib Quraishi
Ghazal
Sifar Sharma
Ghazal
Ashar Najmi
Ghazal
Muqsit Nadeem
Ghazal
gerve kap.De badan par haath lohe ke ka.De
le malaamat-daar suufii dar pe tere aa pa.De
Ahmad Jahangir
Ghazal
us ek lams se ab tak sulag rahaa huu.n mai.n
ki us badan saa ko.ii aur sho.ala-daan nahii.n
Shamim Shahzad
Ghazal
tire badan me.n KHazaane hai.n sab ma'aanii ke
agarche lams ke e'jaaz se hii raushan hai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
guftuguu lams bhii kartaa hai sar-e-KHalvat-e-shab
KHaamushii bar-sar-e-mizraab-e-badan TuuTtii hai
Muhib Wafa
Ghazal
faaslo.n kii barf pighlegii mujhe ye Dar na thaa
is se pahle lams kaa suuraj mire sar par na thaa
Muzaffar Eraj
Ghazal
makaan detaa kahaa.n thaa amaan miTTii kaa
makiin chho.D ga.e ye jahaan miTTii kaa
Azhar Kamal Khan
Ghazal
le jaa.uu.n kahii.n un ko badan paar hii rakkhuu.n
mai.n apnii KHalaa.o.n ko pur-asraar hii rakkhuu.n
Riyaz Latif
Ghazal
ajnabii KHushbuu kii aahaT se mahak uTThaa badan
qahqaho.n ke lams se KHauf-e-KHizaa.n raushan hu.aa
Zaki Tariq
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mujh ko taqdiir ne yuu.n be-sar-o-aasaar kiyaa
ek darvaaza du.aa kaa thaa so diivaar kiyaa