SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنگ_اسود"
Ghazal MATCHES FOR "سنگ_اسود"
Ghazal
sa.ng-e-asvad nahii.n hai chashm-e-butaa.n
bosa 'momin' talab kare kyaa mu.nh
Momin Khan Momin
Ghazal
ho ga.ii mere gunaaho.n kii siyaahii maqbuul
sa.ng-e-asvad pe cha.Dhaa rang jabii.n-saa.ii kaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
sad ehtiraam ke qaabil vo sa.ng-e-asvad hai
zamii.n pe us ke muqaabil kaa ko.ii sang na ho
Mohammad Iqbal Ahmad
Ghazal
ra.ng kaa farq miTaayaa ye sharaf meraa thaa
sa.ng-e-asvad thaa miraa durr-e-najaf meraa thaa
Saulat Zaidi
Ghazal
haram thaa duur na chuumaa jo sang-e-asvad ko
sanam-kade me.n buto.n ke qadam to chhuu aa.e
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
sa.ng-e-asvad ko diyaa bosa to dil kahne lagaa
ka.aba-o-qibla se kitnii duur but-KHaana rahaa
Dr. Naresh
Ghazal
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
allaah-re us kii chaukhaT hai bosa-gaah-e-aalam
kahtaa hai sa.ng-e-asvad mai.n sa.ng-e-aastaa.n huu.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
sang-e-asvad kaa hai ik but sang-e-marmar kaa hai ek
barhaman ye to bataa kis but pe tujh ko naaz hai
Mohammad Umar
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
aqiidat se sar-e-momin jhukaa hai sang-e-asvad par
isii ko ittihaad-e-ka.aba-o-but-KHaana kahte hai.n
Talib Dehlavi
Ghazal
suvaidaa ko mire nisbat bahut hai sa.ng-e-asvad se
magar naqsh-e-kaf-e-paa-e-mohammad se ziyaada hai
Khursheed Rizvi
Ghazal
likhaa thaa naam jo ik shaam kore kaaGaz par
vo naam kyo.n hu.aa badnaam kore kaaGaz par
SabeenSaif
Ghazal
sun rahe ho jaise hii abyaz ne 'asvad' se kahaa
pur karo meraa KHalaa aur raat gahrii ho ga.ii
Bilal Aswad
Ghazal
aastaa.n-bosii kii lazzat asvad-e-ka.aba se puuchh
sang samjhaa hai jise tuu aariz-e-jaanaana hai