SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوت"
Ghazal MATCHES FOR "سوت"
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
lagaa ke aa.ii thii sautan KHizaab 'iid ke din
mu.ii pe TuuT pa.Daa thaa shabaab 'iid ke din
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
in se la.Daa.ii jhag.De ho.n mai.n faisla karuu.n
kal saut ghar pe aa.ii thii apnii bu.aa ke saath
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'aadil' ye sar-e-shaam kahaa.n jaane lagaa hai
tuu suut kii dastaar me.n paivand lagaa kar
Azeez Adil
Ghazal
ghiraa rahaa mai.n ajab kashmakash ke aalam me.n
ki jab talak mire saa.nso.n kii suut kat na ga.ii
Aqeel Shadab
Ghazal
nazar me.n un kii jo kuchh be-ruKHii lage hai mujhe
ye saarii saut kii kaariigarii lage hai mujhe
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
raat-din kaa suut kaataa hai dukho.n kii raa.ii se
bante bante zindagii ham kaar-KHaana ho ga.e
Rahul Jha
Ghazal
Nadeem Asghar
Ghazal
vo mirii saut thii sab jis ko samajhte the bahan
kis ko maa'luum thaa ye haal khulaa mere baad
Shaida Allahabadi
Ghazal
kahii.n dharaa hai pas-e-taar-e-ankabuut sukuun
kahii.n pe kaat rahaa hai maze se suut sukuun
Tasleem Niyazi
Ghazal
ridaa-e-charKH me.n Taa.nke hai.n hijr ne taare
ye suut sadiyo.n kii KHaamoshiyo.n ne kaataa hai
Sofia Bedar
Ghazal
mire hisse me.n kaise saut kii taqdiir aa jaa.e
tumhaare kaam kii vo hai miyaa.n tum us ke qaabil ho
Shaida Allahabadi
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
kaise kapaas ke liye gandum ko chho.D duu.n
miTtii nahii.n hai bhuuk to kaatuu.n mai.n suut kyaa
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
farmaa.ishe.n ye saut ko bhii bhejne lage
aisaa maza milaa mire dil ke kabaab me.n