SEARCH RESULTS
Showing search results for "شب_زاد"
Ghazal MATCHES FOR "شب_زاد"
Ghazal
chashm-e-shab-zaad se kaise ye havaale nikle
kin a.ndhero.n ke ta'aaqub me.n ujaale nikle
Fatima Husaini Makhfi
Ghazal
salb-e-biinaa.ii ke ahkaam mile hai.n jo kabhii
raushnii chhuune kii KHvaahish ko.ii shab-zaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
dil thaa shab-zaad use kis kii rifaaqat miltii
KHvaab taa'biir se chhuptaa rahaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
ham vo shab-zaad ki suuraj kii inaayaat me.n bhii
apne bachcho.n ko faqat kor-nigaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
mushkil nahii.n havaa.o.n me.n jalne lage.n charaaG
shab-zaad raasto.n me.n tiraa saath bhii to ho
Qaisarul Jafri
Ghazal
raat kii kokh se suuraj bhii hu.aa paidaa magar
jugnu.o.n tum ko hii shab-zaad kahegii duniyaa
Rakesh Dilbar
Ghazal
suuraj ke saath duub ke Gamnaak ho ga.e
shab-zaad lamhe din se bhii saffaak ho ga.e
Arshad Nazar
Ghazal
chaa.nd ko shab-zaad kah dene se kab puurii hu.ii
baat puurii ho jo in sub.ho.n ko shab-zaadii kahe.n
Ameer Imam
Ghazal
jab kabhii shab-zaad lamhe gherne aa.e hame.n
ham ne sham-e-jaa.n jalaa.ii aur saveraa kar diyaa
Pirzada Qasim
Ghazal
naa-umiidii ke ye shab-zaad Daraate hai.n mujhe
tere aane se munavvar miraa ghar ho ki na ho
Husain Taj Rizvi
Ghazal
hijr-e-be-mehr se aazaad hu.aa chaahte hai.n
din nikaltaa hai to shab-zaad hu.aa chaahte hai.n
Altamash Abbas
Ghazal
Ahmad Fareed
Ghazal
Ahmad Fareed
Ghazal
jab maslahat ho bai'at-e-shab-e-zaad pe musir
ko.ii charaaG bar-sar-e-sarsar uThaa.iye
Muhib Wafa
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujh ko is zulmat-e-shab-zaar se nisbat hii kyaa
merii bedaar nazar sub.h ke aasaar pe hai
Muniruddin Sahar Saeedi
Ghazal
kal shab thaa zikr-e-huur bhii zikr-e-butaa.n ke saath
zohd-o-safaa idhar se udhar Dolte rahe
Sirajuddin Zafar
Ghazal
hamaarii zad me.n hai puurii tarah fasiil-e-shab
hamaaraa naam numuud-e-sahar me.n rakh lenaa
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
chaudhvii.n shab kyuu.n be-kal ho aur paTKHe sar
jab tere ham-zaad se khele dhaaraa chaa.nd