SEARCH RESULTS
Showing search results for "صنم_خانہ"
Ghazal MATCHES FOR "صنم_خانہ"
Ghazal
ka.abe kaa shauq hai na sanam-KHaana chaahiye
jaanaana chaahiye dar-e-jaanaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
but KHudaa ka.aba sanam-KHaana banaa saktii hai
kyaa se kyaa jur.at-e-rindaana banaa saktii hai
Shaukat Wasti
Ghazal
ab tasavvur me.n haram hai na sanam-KHaana hai
mai.n jahaa.n par huu.n vahii.n yaar kaa kaashaana hai
Fana bulandshahri
Ghazal
hai jamaal-e-husn kaa partav sanam-KHaana kahii.n
but-kada ka.aba kahii.n hai aur mai-KHaana kahii.n
Aish Meeruthi
Ghazal
aa.o kaabe se uThe.n suu-e-sanam-KHaana chale.n
taaba-e-faqr kahe savlat-e-shaahaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
ka.aba mahduud hai paaband-e-sanam-KHaana hai
ishq har qaid-e-KHayaalaat se begaana hai
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
dil jo suurat-gar-e-ma.anii kaa sanam-KHaana bane
aa.nkh jis shai pa pa.De jalva-e-jaanaana bane
Barq Dehlvi
Ghazal
log kahte hai.n sanam-KHaana tumhaare ghar ko
mai.n sanam-KHaana kahuu.ngaa to buraa maanoge
Hasan Jafari
Ghazal
jis husn ke jalve hai.n aarif kii nigaaho.n me.n
vo husn banaave hai ka.abe ko sanam-KHaanaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
iimaa.n ke imtiyaaz kaa aa.iina kufr hai
ka.abe ke muttasil hii sanam-KHaana chaahiye
Nawab Dehlwi
Ghazal
kartii hai.n ulaT-pher yuu.nhii un kii nigaahe.n
kaaba hai vahii.n aaj sanam-KHaana jahaa.n thaa
Anwar Sabri
Ghazal
ka.aba ho kaliisaa ho dil ho ki sanam-KHaana
jalva ho jahaa.n teraa aabaad vo kaashaana
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sanam-KHaana jaataa huu.n tuu mujh ko naahaq
na bahkaa na bahkaa na bahkaa na bahkaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ka.aba ho kaliisaa ho dil ho ki sanam-KHaana
jalva ho jahaa.n teraa aabaad vo kaashaana
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Akbar Hyderabadi
Ghazal
kii taKHayyul ne mire paikar-taraashii is qadar
dil sanam-KHaana rahaa aa.nkh aa.ina-KHaana rahii
Sufiya Deepika Kausar
Ghazal
mai.n ne to banaa.ii thii faqat aap kii tasviir
dil meraa magar aaj sanam-KHaana lage hai