SEARCH RESULTS
Showing search results for "طرز_استدلال"
Ghazal MATCHES FOR "طرز_استدلال"
Ghazal
na karnaa zom us kaa tarz-e-istidlaal aisaa hai
ki naqsh-e-sa.ng ko tahriir-e-mauj-e-aab kar degaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
chashm ne kii gauhar-afshaanii sariih
ho ga.ii ye ham se naadaanii sariih
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shahr me.n ik qatl kii afvaah raushan kyaa hu.ii
ik taraf takbiir thii aur ik taraf jai kii pukaar
Shariq Adeel
Ghazal
ai ibn-e-iztiraab dil-e-naa-subuur sabr
takliif me.n hai baa.is-e-kaif-o-suruur sabr
Iftikhar Raghib
Ghazal
miraa yaqiin kahii.n thaa miraa gumaan kahii.n
mai.n kho gayaa inhii dono.n ke darmiyaan kahii.n
Badr Muneer
Ghazal
Takraa kar ik lams badan par Duub gayaa
phir ye hu.aa mai.n apne baraabar Duub gayaa
Farooq Shafaq
Ghazal
kis e'tidaal me.n hai hulaaraa zamiin kaa
TuuTe na inhimaak KHudaaraa zamiin kaa
Rizwan Muqeem
Ghazal
azaab-e-hijr bhii hai raahat-e-visaal ke saath
milii to hai.n mujhe KHushiyaa.n magar malaal ke saath
Shaz Tamkanat
Ghazal
is tarah aa.nkho.n ko nam dil par asar karte hu.e
jaa rahaa hai kaun nezo.n par safar karte hu.e
Raza Mauranvi
Ghazal
mire ‘alaava Gair kaa KHayaal kaise aa gayaa
tumhaare dil ke shiishe me.n ye baal kaise aa gayaa
Zaki Mahfooz
Ghazal
vasl mushkil hii sahii diidaar honaa chaahiye
kaa.nch kaa ik rauzan-e-diivaar honaa chaahiye
Zameeruddin Sajid
Ghazal
aasmaa.n par ik sitaara shaam se betaab hai
merii aa.nkho.n me.n tumhaaraa Gam nahii.n hai KHvaab hai
Qamar Jameel
Ghazal
taa.iraan-e-KHush-guluu sab zamzama-pardaaz hai.n
aap bhii kuchh boliye ham gosh-bar-aavaaz hai.n
Azra Naz
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
naaz Gaflat ke uThaataa huu.n mai.n hushyaarii me.n
aalam-e-KHvaab hai goyaa mirii bedaarii me.n