SEARCH RESULTS
Showing search results for "عجائب"
Ghazal MATCHES FOR "عجائب"
Ghazal
qurbaan parii mukh pe hu.ii chob sii jal kar
ye baat ajaa.ib mah-e-taabaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
rasta rasta ek ajaa.ib-gaah 'muzaffar'
ha.nstii aa.nkho.n se jaanaa shashdar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
mere chehre par munaqqash is tarah taariiKH hai
jaise ik kohna ajaa.ib ghar kaa baashinda huu.n mai.n
Anwar Sadeed
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
phir sajaa degaa vo yaado.n ke ajaa.ib-ghar me.n
soch kar ahd-e-junuu.n kaa ko.ii sikka mujh ko
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
tamaam shahr thaa ik mom kaa ajaa.ib-ghar
cha.Dhaa jo din to ye manzar na phir pighalte kyaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Meer Soz
Ghazal
the us kii dastaras me.n ajaa.ib to besh-tar
bhejii na us ne ko.ii nishaanii mirii taraf
Zafar Iqbal
Ghazal
le arsh se taa-farsh na.e rang na.e Dha.ng
har shakl ajaa.ib hai har ik shaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ganiimat hai ki jangal ke usuulo.n ko nahii.n maanaa
vagarna aashiyaano.n ko ajaa.ib-ghar banaa lete
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
ram-o-shauq kii bhii ajaa.ib kashish hai
buraa haal hai aashiq-e-KHasta-tan kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
KHud me.n jhaa.nkaa to 'ajab manzar nazar aayaa mujhe
apne andar bhii ajaa.ib ghar nazar aayaa mujhe
Riaz Majeed
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
kar lo baavar ko.ii laayaa hai ajaa.ib-ghar se
jab kisii jism pe ha.nstaa hu.aa chehraa dekho