SEARCH RESULTS
Showing search results for "فتراک"
Ghazal MATCHES FOR "فتراک"
Ghazal
tuu mujhe bhuul gayaa ho to pataa batlaa duu.n
kabhii fitraak me.n tere ko.ii naKHchiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tarkash o daam abas le ke chalaa hai sayyaad
jo bhii naKHchiir hai fitraak pahan kar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
naKHchiir-e-mohabbat kaa qissa nahii.n tuulaanii
lutf-e-KHalish-e-paikaa.n aasuudgi-e-fitraak
Allama Iqbal
Ghazal
haazir huu.n mujhe basta-e-fitraak-e-faras kar
gar said ko.ii turk-e-sitamgar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
fitraak jis kaa aksar lohuu me.n tar rahe hai
vo qasd kab kare hai is said-e-naa-tavaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
shikaar-e-basta-e-fitraak ko tire maqduur
hu.aa na ye bhii ki bosa sar-e-rikaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
kare vo ziinat-e-fitraak yaa halaal kare
kahii.n idhar ko bhii vo shahsavaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
junuu.n ke taur ham idraak hii se baa.ndhte hai.n
ki tiir-o-taar ko fitraak hii se baa.ndhte hai.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
shikaar-afgan mai.n dil ko jaantaa thaa
Gazaal-e-basta-e-fitraak niklaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ik soz-e-fusuu.n gar hai tirii aa.nkh me.n pinhaa.n
hai dil ke liye shauq kaa fitraak nazar me.n
Tanveer Anjum
Ghazal
sar kaaT kar na meraa fitraak se lagaave
samjhe agar vo us kii fitraak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hu.e na zab.h na fitraak tak ye jaa pahu.nche
idhar udhar hai.n ta.Dapte ye niim-jaa.n naKHchiir
Mirza Azfari
Ghazal
lutf-e-qaatil me.n ta.ammul nahii.n par kyaa kiije
sar-e-shoriida miraa qaabil-e-fitraak nahii.n