SEARCH RESULTS
Showing search results for "فصل_خزاں"
Ghazal MATCHES FOR "فصل_خزاں"
Ghazal
mausam-e-ra.ng bhii hai fasl-e-KHizaa.n bhii taarii
dekhnaa KHuun ke dhabbe hai.n ki hai gul-kaarii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n me.n sair jo kii ham ne jaa-e-gul
chhaanii chaman kii KHaak na thaa naqsh-e-paa-e-gul
Meer Taqi Meer
Ghazal
fasl-e-gul fasl-e-KHizaa.n jo bhii ho KHush-dil rahiye
ko.ii mausam ho har ik rang me.n kaamil rahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n me.n shaaKH se pattaa nikaal de
suukhe shajar se khii.nch ke saaya nikaal de
Saleem Figar
Ghazal
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
gul-e-gulchii.n kahaa.n fasl-e-KHizaa.n me.n
puraanaa aashiyaa.n hai aur mai.n huu.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n me.n is kaa ko.ii tazkira nahii.n
sadiyo.n talak bahaar kaa jo raahbar rahaa
Ahmad Shahid Khan
Ghazal
az bas-ki hu.aa haigaa guzar fasl-e-KHizaa.n kaa
raunaq nahii.n rakhtaa hai gulistaan bu.Dhaapaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
chhaa.ii hai 'gulzaar' me.n fasl-e-KHizaa.n
phuul hai.n sab gul shamaa.il ke qariib
Gulzar Dehlvi
Ghazal
baaG viiraan bahaaro.n me.n rahe aur 'shaadaab'
phuul jangal me.n khile fasl-e-KHizaa.n hote hu.e
Mustafa Shahab
Ghazal
meraa junuu.n sharmsaar dekhiye kab tak rahe
fasl-e-KHizaa.n par bahaar dekhiye kab tak rahe
Mujeeb Khairabadi
Ghazal
sunaa hai vaqt kabhii ek saa nahii.n rahtaa
qayaam fasl-e-KHizaa.n kaa bhii aarzii hogaa
Khawar Rizvi
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n chubhe to ko.ii mas.ala nahii.n
chubhne lage bahaar to hairat kii baat hai
Nasim Zahid
Ghazal
gulistaa.n me.n hai daur fasl-e-KHizaa.n kaa
ajab rang hai gardish-e-aasmaa.n kaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n me.n gul kaa to aanaa muhaal hai
bijlii hii kaash aa.e mirii aashiyaa.n talak
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
fasl-e-KHizaa.n burii sahii itnii burii nahii.n
ye aamad-e-bahaar kii tahriik hii to hai