SEARCH RESULTS
Showing search results for "فکر_عقبیٰ"
Ghazal MATCHES FOR "فکر_عقبیٰ"
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
fikr-e-duniyaa se kyaa 'razaa' haasil
fikr-e-uqbaa bhii tum ko karnaa hai
Sayyad Safdar Raza Khandvi
Ghazal
fikr 'uqbaa kii nahii.n qalb me.n haa.e afsos
fikr duniyaa kii ye insaan bahut kartaa hai
Saddam Hussain Nazan
Ghazal
fikr-e-uqbaa hame.n bhii hai vaa.iz
zikr-e-rab sub.h-o-shaam karte hai.n
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
'aarzii aasaa.isho.n kii chaah karnaa chho.D de
fikr-e-uqbaa zehn me.n rakh fikr-e-duniyaa chho.D de
Saleem Siddiqi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
sheKH ko jannat mubaarak ham ko dozaKH hai qubuul
fikr-e-uqbaa vo kare.n ham KHidamt-e-duniyaa kare.n
Ahsan Marahravi
Ghazal
Sahar Premi
Ghazal
fikr-e-uqbaa bhii rahe rif.at-o-tauqiir ke saath
qabr ta.amiir ho har qasr kii ta.amiir ke saath
Nadir Kakorvi
Ghazal
fikr-e-uqbaa se larazte hai.n ab a.asaab-e-'tamiiz'
dekhiye fard-e-amal saamne laa.e kyaa kyaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
fikr-e-duniyaa ik taraf hai fikr-e-uqbaa ik taraf
kis tarah guzregii yaa-rab apnii ab aaraam se