SEARCH RESULTS
Showing search results for "لحن"
Ghazal MATCHES FOR "لحن"
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
raushnii, ra.ng, mahak, taa.ir-e-KHush-lahn, sabaa
tuu na aataa jo chaman me.n to ye sab kyaa karte
Irfan Sattar
Ghazal
'shaad' Gazle.n nahii.n aayaat-e-zubuur in ko samajh
lahn-e-daa.uud se kuchh kam nahii.n naGmaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
vo lahn jis kaa sarokaar hii nahii.n mujh se
kabhii to vo bhii mirii zaat se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
naGma saa chhe.Dtii thii.n tajallii kii u.ngliyaa.n
tauret kaa nuzuul ba-lahn-e-zabuur thaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
vo miraa nutq hii de de to Ganiimat 'shaukat'
lahn-e-daa.uud nahii.n naGma-saraa se maa.ngaa
Shaukat Wasti
Ghazal
raaz-e-giraftagii na asiir-e-lahn se puuchh
ye baat apnii zulf-e-shikan-dar-shikan se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
Aftab Shamsi
Ghazal
ko.ii iz.haar aamaada hai dil kii dha.Dkano.n me.n
ham us ke vaaste ik lahan-e-saada chaahte hai.n
Riaz Majeed
Ghazal
juz dil-e-ahl-e-suKHan lahn me.n Dhal kar ilhaam
dahr me.n har kas-o-naa-kas pe to naazil na hu.aa
Mahir Bilgrami
Ghazal
sunaa.ii detaa hai ab bhii muqaddas aag ke gird
vo lahn jis me.n ka.ii hairate.n pa.Dii hu.ii thii.n
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
a bulbul-e-KHush-lahn ye shiirii.n suKHanii dekh
sad-ra.ng-e-qabaa dekh mirii gul-badanii dekh
Afeef Siraj
Ghazal
lahn-e-bulbul kaa chalaa kaun se gul par afsuu.n
sirf ik tarz hai taasiir kahaa.n se aa.ii
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
insaan bhii parind bhii sun.ne ko be-qaraar
daa.uudii lahn aur azaan-e-bilaal bhii
Anisur Rahman
Ghazal
shauq kii aa.nkhe.n hai.n akkaas-e-bahaar-e-husn-e-dost
dil sadaa band-e-Ginaa-e-lahn hai taqriir kaa
Mani Nagpuri
Ghazal
na andaliib na qumrii ne ehtijaaj kiyaa
ki lahn-o-naGma kaa e.azaaz zaaG le ke chale