SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجاہد"
Ghazal MATCHES FOR "مجاہد"
Ghazal
jis ne KHaalii jaam paTkaa us mujaahid ko salaam
mai-kade me.n aaj pyaaso.n ko ishaaraa mil gayaa
Salik Lakhnavi
Ghazal
badan kii qaid se baahar Thikaanaa chaahtaa hai
ajiib dil hai kahii.n aur jaanaa chaahtaa hai
Mujahid Faraaz
Ghazal
kar na ai kunj-e-lahad zahmat mire aaraam kii
mai.n mujaahid huu.n mujhe KHu-e-tan-aasaanii nahii.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
hai.n saamne hamaare rivaayaat-e-kaar-zaar
baa.ndhe hu.e hai.n sar se mujaahid kafan abhii
Ehsan Danish
Ghazal
da.ave bulandiyo.n ke kare.n kis zabaa.n se ham
KHud aa ga.e zamiin pe jab aasmaa.n se ham
Mujahid Faraaz
Ghazal
Mujahid Faraaz
Ghazal
ye kis Gaflat me.n ho ai dosto bedaar ho jaa.o
kisii mard-e-mujaahid ke liye tayyaar honaa hai
Rizwan Haider
Ghazal
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
fanaa ho jaa.e.nge ik roz duniyaa ke sabhii zaalim
hamaaraa ik mujaahid saa agar kirdaar ban jaa.e
Dard Faiz Khan
Ghazal
Charkh Chinioti
Ghazal
mai.n mujaahid huu.n kisii se nahii.n Dartaa lekin
saamnaa KHud kaa jo ho jaa.e to Dar jaa.uu.ngaa
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
is qadar sachchaa.ii se bezaar duniyaa ho ga.ii
zad pe gardan hai mirii, talvaar duniyaa ho ga.ii
Mujahid Faraaz
Ghazal
agar ho.n goyaa to phir be-takaan bolte hai.n
magar ye log lahuu kii zabaan bolte hai.n
Ahmad Husain Mujahid
Ghazal
umr guzrii isii maidaan ko sar karne me.n
jo makaa.n ham ko milaa thaa use ghar karne me.n
Mujahid Faraaz
Ghazal
karuu.n mai.n jaan-o-jigar ab nisaar mushkil hai
ho tum pe phir se mujhe e'tibaar mushkil hai
Mujahid Hadi
Ghazal
vo aazmaa.e.n mujhe un ko aazmaa.uu.n mai.n
phir aa.ndhiyo.n ke liye ik diyaa jalaa.uu.n mai.n