SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجمر"
Ghazal MATCHES FOR "مجمر"
Ghazal
vahshat-e-anjuman hai gul dekh laale kaa 'aalam
misl-e-duud mujmir ke daaG baal afshaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sozish-e-dil se tasalsul hai vahii aaho.n kaa
uud ke jalne se mujmir me.n dhu.aa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
gar yahii aatish-e-ulfat hai to maanind-e-sipand
aah me.n mujmir hastii se uchhal jaa.uu.ngaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
tham ga.e qatra-e-KHuun-e-jigar aate aate
ruk ga.e mujmar-e-dil se sharar aate aate
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
aatish-e-furqat se aalam kora-e-aatish hu.aa
aasmaa.n hai duud ham aKHgar me.n aur mujmar zamii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
mujmar-e-siina mane kyuu.n na jale jiyuu.n sipand
dil kuu.n lagii chaTpaTii jab se hu.aa tuu.n judaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
ham-ra.ng-e-sham.a ishq me.n tere huu.n va-lekin
ye soz-e-jigar aatish mujmar se kahuu.ngaa
Alimullah
Ghazal
aatish-e-rashk ne jis vaqt kiyaa sard mujhe
tan miraa garm rahaa siina-e-mijmar ke evaz
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kal kuucha-e-qaatil me.n jo thaa KHalq kaa majma.a
khaa.e hu.e us haath kii talvaar hamii.n the