SEARCH RESULTS
Showing search results for "مشکور"
Ghazal MATCHES FOR "مشکور"
Ghazal
vo pal haraam ho gayaa 'mashkuur' ke liye
jis pal tasavvuraat me.n paayaa nahii.n tujhe
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
thapkii de kar ham ko to 'mashkuur' yahaa.n
terii tamannaa roz sulaanii pa.Dtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
jis ko dekho KHvaab me.n uljhaa baiThaa hai
apne hii paayaab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
use 'mashkuur' hai merii tamannaa
magar sab kii vo marzii chaahtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
ab to 'mashkuur' aisaa lagtaa hai
tere dil me.n kabhii nahii.n the ham
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Barq Dehlvi
Ghazal
ab ehtiyaat-pasandii hai sa.i-e-naa-mashkuur
mataa-e-zabt luTaa.o bahaar ke din hai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
labo.n ne sabr tahammul ko khaa liyaa 'mashkuur'
sitam tumhaaraa mirii KHaamoshii ko le Duubaa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
jin se 'mashkuur' sa.nbhaalaa na gayaa ghar apnaa
kaise phir un se bhalaa mulk sa.nbhaalaa jaa.e
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
'mashkuur' ma.azarat kaa ko.ii mas.ala nahii.n
kis baat par KHafaa hai.n ko.ii baat bhii to ho
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
sivaa tumhaare to 'mashkuur' kaa nahii.n ko.ii
KHuluus-e-dil se ko.ii to payaam likh denaa
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
vo jis ne jaan aziyyat me.n Daal dii 'mashkuur'
use hii jaan se ba.Dh kar samajh liyaa ham ne
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
mashkuur-e-junuu.n aap hai.n vahshii tire un ko
mahmil kaa gilaa hai na bayaabaa.n kii shikaayat
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
'mashkuur' kii sadaa pe vo mu.D kar na aa sakaa
naaraaz ham se vo kabhii itnaa nahii.n hu.aa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
terii zamii.n kii KHaak me.n mil kar chale ga.e
jaane yahaa.n se kitne sikandar chale ga.e