SEARCH RESULTS
Showing search results for "مضراب"
Ghazal MATCHES FOR "مضراب"
Ghazal
sarshaar jis se ruuh ho vo giit hai judaa
jo taar dil kaa chhe.De vo mizraab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
rabaab-e-isq na mizraab-e-husn kuchh bhii nahii.n
vo naGma-haa-e-tamannaa na vo sadaa.e.n rahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
barbat-e-maah pe mizraab-e-fuGaa.n rakh dii thii
mai.n ne ik naGma sunaayaa thaa tumhe.n yaad nahii.n
Saghar Nizami
Ghazal
aaKHirii saa.ns bane zamzam-e-huu apnaa
saaz-e-mizraab-e-fanaa taar-e-rag-e-jaa.n ho jaa.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
phir to mizraab-e-junuu.n saaz-e-anaa-lailaa chhe.D
haa.e vo shor-e-anal-qais ki mahmil se uThaa
Fani Badayuni
Ghazal
us ke mizraab se jab raag bane.nge diipak
megh chupke se mire dil pe baras jaa.egaa
Indira Varma
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
dil ke taaro.n se chale chhe.D tarannum ke liye
ham jo ash.aar kii mizraab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
vo ko.ii shaaKH ho mizraab ho yaa dil ho 'aziiz'
TuuTne vaalii kisii shai kaa bharosaa na karo
Aziz Warsi
Ghazal
mizraab hii se saaz me.n hai saarii naGmagii
hai zindagii kaa lutf nihaa.n iztiraab me.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
guu.njtaa rahtaa thaa ik naGma mire kaano.n me.n
tapish-aaha.ngii-e-mizraab-e-rag-e-jaa.n kii qasam
Asar Lakhnavi
Ghazal
mauj-e-havaa o zamzama-e-andaliib-e-mast
ik saaz-e-dil-navaaz hai mizraab-o-taar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
siina qaanuun o Ginaa naala o dil hai mizraab
nikle hai saaz-e-mohabbat se sadaa kyaa kyaa kuchh
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
naGme bikhertaa rahaa ehsaas-e-talKH bhii
KHaama bhii mere haath me.n mizraab saa rahaa